|
| Sab Kuch Mila Bus Khudai K Siwa Zindgi Bahut Pasand Aayi Ruswai K Siwa Meri Chahat Ka Ehsaas B N Hoga Uski Hr ADAA Pasand Ayi Bewafai K Siwa | | | | Wafa k badle Bewfai n diya Kro Meri Ummid thukra K inkaar n kiya Kro Teri Mohabbat me Hm sab kuch Kho bethe Jaan chali jyegi imtihan n liya Kro | | |
| Uski bewafai pe bhi fida hoti hai jaan apni.....khuda jane agar us mein wafa hoti to kya hota.. | | | | Gamo Ki Barsat Samete Baitha Hu, Kisi Bewafa Se FAREB Khaye Baitha Hu, Jane Kab Dega Uparwala Maut Mujhe, Khuda Ke Bharose Aas Lagaye Baitha Hu | | |
| Zindagi me tujhe chain Na aayega, Tanhai ka andhera tujhe harpal satayega, Jab kabhi tujhse v karega koi bewafai, Tab tujhe mera pyar yaad ayega. | | | | Aapki Nashili Yado me Dubkr Humne Ishq Ki Gehrai ko Samja Ap to De Rahe The Dhokha Or Humne Janke Bhi Kabhi aapko Bewafa N Samja | | |
| Kya Pata Tha PYAR KrKe DiL ToD JaYgi DiL Me Pyar Bhar K MUH MoD JaYgi Ae BEWAFA Tu JisSe B DiL LgaYgi DeKhna Kbi CHAIN Ki Sans Na Le PaYgi. | | | | Har KHUSHI Ki Inteha Ho Gyi Meri Barbadi Hi Meri WAFA Reh Gyi Kaise Mang lu PYAR Us BEWAFA Se Jub Wo BEWAFA Hi Kisi Aur Ki Ho Gyi | | |
| Agar Mohbt Ki Tijarat Ka Itna Shauk H To Ye Baat B Jaan Lo DOSTO Yaha Wafa Ka Koi Mool Nahi Hota Or Bewafai Bahut Anmol Hota He | | | | Har KHUSHI Ki Inteha Ho Gyi Meri Barbadi Hi Meri WAFA Reh Gyi Kaise Mang lu PYAR Us BEWAFA Se Jub Wo BEWAFA Hi Kisi Aur Ki Ho Gyi | | |
| Agar Mohbt Ki Tijarat Ka Itna Shauk H To Ye Baat B Jaan Lo DOSTO Yaha Wafa Ka Koi Mool Nahi Hota Or Bewafai Bahut Anmol Hota He | | | | usne kaha kyo itna tootker chaha mujhe? maine kaha insaan hu koi aaftaab nahi,
usne kaha kya bewafa hu mai? maine kaha mujhe wafa ki talash nahi, | | |
| Uski julfo ko meri ungliya dularti hogi Saamne aaine k wo jb b sawarta hoga Dard jb b deta hoga ye sangdil zamana Wo bewafa ishko yad karta hoga. | | | | Tu Bewafa Hogi Socha Hi Nahi Tha Tu B Kbhi Khafa Hogi Socha Hi Nahi Tha Jo Geet Likhe The Kbhi Pyar Pr Tere Wahi Geet Rusva Honge Socha Hi Nhi Tha | | |
| kanto me haath daale ful todne ko unki raho me bichane ko, jindagi bhar jalte rase unhe roshni dikhane ko, ab wo kahtw he apne bewafai ki, ab aap hi batai kya kahe is jamane ko | | | | kar ke bewafai muskuraate hey wo, dil tutta hey to sharmate hey wo, jakhm dil ka nahi dekh paate hey wo, tabhi to is jaha me dilruba kahlaate hey wo. | | |
| zaruri nhi ki pyar ki manzil mil jaye jise hum chahte h wo hume mil jaye n mile to n kaho use bewafa dua karo koi humse bhi pyara use mil jaye | | | | Patthar Ki pooja kar baithe hum Anjan the Tumhari har Adat aur bewafai se nadan the Tumhi ne bana diya hai hame bejan moorti Warna hum bhi pehle kisi mehfil ki Jaan the | | |
| Apse dil agar mila na hota Aaj apse dil ko gilaa na hota Apke dil me bhi wafaa hoti To judaai ka koi silsila na hota | | | | Haqiqat Mohabbat Ki Judaai Hoti Hai Kabhi Kabhi Pyar Main Bewafai Hoti Hai Humari Taraf Haath Badhaa Kar Toh Dekh Dosti Main Kitni Sachhai Hoti Ha | | |