|
| meri duaoo me shamil hai tu is tarha, phoolo me hoti hai Khushboo jis tarha, khuda teri zindagi mai itni khushiaan de Dost, dharti pe hoti hai barish jis tarha, | | | | Meri dua me tera jikr hamesha rahega, teri zindagi me khushi ho ya gum... mera sath hamesha rahega, bhale hi hum door hi sahi par ye DOSTI ka rishta hamesha rehega | | |
| Hatho me hai lakiren hazar, kisi me gum to kisi me khushiyan beshumar, na jane vo kaun c lakir hai yaar, Jisme likh diya khuda ne aap jaise Dost ka Pyar | | | | Ek hai asmaan ka tara, dusra hai samundar ka kinara, bewafa hai zamana sara, naseeb hai achcha humara... jo mila aap jaisa Dost Pyara Pyara...!! | | |
| Hum jaise Dost hote nahi sabhi k liye, ye tohfa hai kisi kisi k liye, kyu jala rakhi hai shama bujha dijiye, kya hum kam hai roshni k liye | | | | Hum jaise Dost hote nahi sabhi k liye, ye tohfa hai kisi kisi k liye, kyu jala rakhi hai shama bujha dijiye, kya hum kam hai roshni k liye | | |
| andhere ka ehsas sham se hota hai, Nashe ka ehsas jaam se hota hai. Yun to bahut Dost hai duniya me, par Dosti ka ehsaas aapke naam se hota hai. | | | | Jane kyu itna yaad ate ho aap, Jane kyu itna Dil ko lubhate ho aap, aap se pyara koi "DOST" na milega kahi, Kya isi liye itna BHAV khate ho aap. | | |
| apka muskrana har roz ho. Kabhi chehra 'kamal' TO kabhi 'ROSE' ho, 100 Pal kushi to 1000 pal mouj ho, bas aisa hi din mere Dost ka har roz ho | | | | aao Chalo Risto ki Shaan Ban Jaye, 1 Duje Ke Labon Ki Muskan Ban Jaye, Hum Tum Nibhaye Apni Yari Is Tarah, Dunia Me Hum Dosti Ki Pehchan Ban Jaye. | | |
| Rishte to Sabhi Anmol Hote Hain,
Per Isay Ehmiyat Kuch Acche Log Dete Hain,
Dil to Sabhi ko Deta hai KHUDA
Per Is Mai Jaga Kuch
*AAP* Jaise Dost He Letay Hain. | | | | Pyar To Jis Haal Main Ho Dard Hi Deta Hai... . . . Kabhi Apno Ki "JUDAI" se... . . . . Kabhi Tum Jese Doston ki "HARAAM PAAI" se. | | |
| Din Beet Jaty Hain Suhani Yaaden Ban Kar
Batain Reh jati hain Kahani Ban Kar
Par Dost to Hamesha Dil k Qareeb Rehty hain
Kabhi Muskan to Kabhi Aankho ka Paani Ban Kar. | | | | Har pal Dosto se pyar karte hai, 1 ajib sa khud se sawal karte hai, SMS to aur bhi kahi se aata hai, Phir bhi kyu hum apke SMS ka intezar karte hai | | |
| apke aane se khila hai aangan, apke saath se zhuma hai gagan, aap ho to khush hai sara chaman, apse Dosti karne ko hum lenge hazaro janam. | | | | Vada hai tumhari Dosti khaas rahegi, yado ki jhalak Dil k paas rahegi, nahi bhulenge apko aur apki Dosti ko... jab tak aapke naam ki Spelling yaad rahegi. | | |
| rishta to banta hai upar wale ki dunia me, hum to sirf nibana chahte hai, pata nahi dusre janam k bare me, par Dosti apki har janam me pana chahte hai. | | | | har kurbani aap pe kurban hai, ye zindgani b apke naam hai, mili hai jo is jaha me Dosti apki, khuda ka mujh par ye bahut bada ehsan hai. | | |
| har kurbani aap pe kurban hai, ye zindgani b apke naam hai, mili hai jo is jaha me Dosti apki, khuda ka mujh par ye bahut bada ehsan hai. | | | | Zindgi guzar jaye par dosti kam Na ho. yaad hame rakhna chahe paas hum Na ho. Qyamat tak chalta rahe ye safar. Dua karo rab se ye rista kabi khatam Na ho... | | |